| rafii: |
tujhe jiivan kii Dor se baa.Ndh liyaa hai,
baa.Ndh liyaa hai
tere zulm\-o\-sitam sar aa.Nkho.n par
|
| lataa: | mai.nne badale me.n pyaar ke, pyaar diyaa hai,
pyaar diyaa hai
terii Kushiyaa.N aur Gam sar aa.Nkho.n par
|
| rafii: | tujhe jiivan kii ... |
|
| rafii: |
(apsaraa koii aae to dekhuu.N nahii.n
koii bahakaaye ha.Nsake to bahakuu.N nahii.n ) \- 2
tore matavaare naino.n ne jaaduu kiyaa
o tore matavaare naino.n ne jaaduu kiyaa
terii ulafat sanam, sar aa.Nkho.n par
|
| lataa: |
mai.nne badale me.n pyaar ke, pyaar diyaa hai,
pyaar diyaa hai
terii Kushiyaa.N aur Gam sar aa.Nkho.n par
|
|
| lataa: | (mere jiivan kii anamiT kahaanii hai tuu
merii taqadiir aur zi.ndagaanii hai tuu ) \- 2
(liye phirate hai.n sabase chhupaaye hue ) \- 2
terii tasaviir ham, sar aa.Nkho.n par
|
| rafii: |
tujhe jiivan kii Dor se baa.Ndh liyaa hai,
baa.Ndh liyaa hai
tere zulm\-o\-sitam sar aa.Nkho.n par
|